Ab Na Main Hun, Na Baaki Hai Zamane Mere, Fir Bhi MashHoor Hain Shaharon Mein Fasane Mere, Zindagi Hai Toh Naye Zakhm Bhi Lag Jayenge, Ab Bhi Baaki Hain Kayi Dost Puraane Mere.
Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hain magar dharti ki bechani ko bas badal samjhta hain Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hain Yeh tera dil samjhta hain ya mera dil samjhta hain
Baarisho se dosti achi nhi Faraz tuta tera makan hai kuch to khayal kar
Hiaran hu tum ko masjid me dek kar ghalib, aeya bhi kya hua ke tum ko khuda yaad agaya.
